Type of tablet. coated. uncoated. SR. DSR. SL. ! Hindi information

                         Type of tablet.

. Uncoated Tablet. Compressed tablet. Oral tablet. Peracetamol tablet.

. Uncoated tab ye coated nh hoti. Ye stomach me dissolve ho jati hai. Uncoated tab ko aadi Tood kar bhi kha sakte hai.


. Coated tablet. Ka boht (bitter gourd) kaadawa taste hota hai is liya coated kari jati hai.

   Isse bachne ka liya isse Sugar coatad tablet. Kiya jata hai.

. Sugar coatad tablet. Ye tablet (bitter sweet) meetha teste hota hai. Ye tab stomach me 

   Stamoch me dissolve ho jati hai. Eg. Advil tablet. Pfizer. Supradine tab,  


. Film coated tablet. Polymers coated kia jata hai is par. Is ka koi taste nh hota.  

   Result intestine me milta hai. Is tab ko tood kar bilkul na khaye.


. Enteric coated tablet. (Gestro resistant) bhi kahte hai. Intestine me dissolve hoti hai.

   Jab isse alkaline midium milta hai small intestine me tab dissolve hoti hai.


. Coated tablet. Do not break. Cut 


. Dispersible tablet. DT. Ye sirf children ke liya baniye jati hai. Use adults bhi kr lete hai.


. Chewable tablet . Chaba kar kha sakte hai.

. Antacid acid.

. Sublingual tablet. Tongue ke niche rakhi jati hai. stemetil. MD

. Vaginal tablet. Vagina me rakhi jati hai. 

. Sustained release Tablet. Other name. Isse hum 


. 1, Extend Releases. 2, prolonged Releases. 3, delayed Releases, Controlled Releases.

   Ye sab bhi kahte hai. Or ye Blood pressure. And Sugar ke liya banai jati hai.  

   Ye is condition me di jati hai jo up down hoti hai . Or pain me bhi di jati hai jo rok rok Ke pain hota hai us condition me. Body me jab zaorat hoti hai jab Release hoti hai SR.

Comments