Baigun Khane ke fayde or nuksan / Health Benefits of Brinjal


Baigun khane ke fayde Or Nuksan

Baigun me vitamin mineral nutrition bharopur matra me paya jata hai jo hamre body ke liya boht hi zada fayde mannad hota hai.


Aye jante hai iske 10 fayde ke bare me

1. Cholesterol control Level.

Baigun khane se cholesterol ka level kam hota hai kyu ke isme paye jane wale potassium or Magnisium bade hua cholesterol ko kam karta hai.


2. Healthy Heart

Jinhe heart disease hai unke liya baigun boht fayde mand hai kyu ke ye bad cholesterol ko kam karta hai or Good cholesterol ko badha ta hai jisse hum log HDL cholesterol kahte hai.


3. strong Immune system 

Baigun me Vitamin c paya jata hai jo apko bimar hone se bachta hai or immune system ko bhi majbut karta hai.


4. Benefit of diabetes

Baigun me paye jane wale phenolic carbolic acid. Type 2 diabetes ke zokhim ko kam kar sakta hai. Or high blood sugar levels ko kam kar sakta hai.


5. aids in increase brain memory

. Baigun mansik health ke liya boht acha hota hai kyu ke isme paye jane wale. Iron. Zinc. Folic. Vitamin A. B. C jo yaad dash ko tez karne me madad karte hai.


6. Avoid Tabbaco.

Baigun kkhane se ap tabbaco bhi chhod sakte hai. 

100 mg baigun me 0.01mg nicotine majood hota hai jo ki kafi kam hai magar aap cigrate chhodne ka man kare to ye apki help kr sakta hai.


7. Weight loss.

Agr app motape se pershan hai apka wajan kam nahi ho rha to ap baigun kha sakte hai kyu ke isme fat ki matra kam hoti hai or sath hi calories ki bhi matra kam hoti hai or isme fiber paya jata hai jo apka pet saf rakhta hai.


8.cancer 

Baigun khane se cancer ka khatra bhi kam ho jata hai. Kyu ke isme Anthosyanin Naam ka antioxidant paya jata hai jo cancer ke cellls ko khatm karta hai. Or cancer nhi hone deta or jinko Cancer hai wo bhi baigun kha sakte hai.


9. Strong bone 

Baigun khane se kmzor haddiya bhi majbut hoti hai or jodo ka dard bhi door ho jata hai kyu ke isme paya jane wala calsium or potassium haddiyo ko majbut banata hai.


10. Good sleep

Baigun me accetycholine or dopamine naam ka.chemical release hote hai jo anxiety ko kam.karta hai or acha feel karata hai jisse apko achi nind aa sake.


To ye the 10 fayde iske


Ab bat karte hai iske nuksan ke bare me.


Iske koi side me nhi hai ha agr apko kuch bimariya hai to ap isko na khaye


1. Fever me baigun na khaye kyu ke ye garmi ko badha deta hai.


2. Allergic hai apko to bhi baigun ko na khye.


3. Baigun low blood sugar wale baigun ko na khaye kyu ke ye high blood sugar ko kam karta hai.


4. Baigun ko zada khane se apko pet me jalan ho sakti hai.


5. Pathri ke patients ko baigun ka savan nahi karna chahye


6. Low blood pressure walo ko bhi baigun ka savan nahi karna chhhiye

Comments