Propranolol Tablets Review In Hindi / Uses. side effects. Precautions. Interaction

Propranolol Tablets Review In Hindi

Uses. side effects. Precautions. Interaction


propranolol ki kuch brands ki bat karte hai. Ciplar LA 20mg tablets ati hai cipla company manufacture karti hai isse.

inderal 40. Abbott company isse manufacturing krti hai.

procent LA 40. Lucenta pharmaceutical companies isse manufacturing krti hai.

provanol SR 40.  intas company isse manufacturing krti hai.


propranolol  Beta blockers class ki drugs hai.


ab bat karte hai is ke used ke bare me.

to iska used

Hypertension

High blood pressure me kiya jata hai.

Heart related chest pain me iska used hota hai

or iska used doctor

Tremor me bhi karte hai Tremor ye aise conditions hoti yaha insan kuch bhi sun ke kapkapane lagta hai darse to iska use isme bhi kiya jata hai.

Anxiety ghabrat me is ka use hota hai.

migraine.

agr kissi insan ko 4 ke bich me bat karne se dar lagta hai kissi ladki se bat krne me uska dil boht tezi se dhadakne lagta hai to usme bhi doctors iska used krte hai.

heartbeat ko normal rakhta hai


to ye the is ke used

to ab bat karte hai

iske side effects ke bare me.

slow heartbeat

low Blood pressure 

Headache 

Dizziness 

confusions 

depression 


ye sab side effects dekhne ko mil sakte hai agr apko isme se koi bhi side effects dekhne ko milta hai to ap apne doctors se zaror mile. 


ab bat karte hai iske

precautions ke bare me

Asthma 

bronchitis 

bradycardia hai

Depression hai

liver disease hai

kidney disease hai to iska used bilkul bhi na kare..


ab bat karte hai interectione ke bare me isko khane ke bad konsi dawa ka upyog na kare. 

. chlorpromazine 

. cimetadine

. antidepressant

. fluoxetine. paroxetine

. mefloquine

. levothyroxine

. Wararin


jab iska used kare to in drugs ka bilkul bhi used na kare.


ab bat krte hai iske dose

ke bare me

to. ap isko din bhar me ek tablet khane ke bad le sakte hai. kyu ye sr tablets hoti hai sustained release zarorat padhne padh release hoti hai to ek tablet din bhar me di jati hai 


to ab bat karte hai iske price ke bare me  to ye 40 rupye me apko 10 tablets mil jati hai


ye schedule H ki medicine hai apko bina prescription ke nahi di jati to ap apna prescription le ke jaiye.


Thanks...

Comments